Beti Par Shayari | बेटी पर मोटीवेशनल शायरी | Papa beti shayari in hindi

beti shayari quotes in hindi english

Hello dosto meri is post me maine beti par shayari, beti aur bete par shayari, maa beti shayari, beti status, beti bachao beti padhao beti ki muskan shayari, beti par kavita etc likhi hai.
Friends apko bhale hi nahi pata ho lekin kuch sadiyo pahle betiyo ka bahut ampan kiya jata tha log betiyo ko pasnad nahi karte the kahi kahin mulko me to betiyo ko zinda dafna diya jata tha. Jihalat kafi had tak badh chuki thi. Unko pata nahi tha ki yahi betiya to ghar ko roshan karti hain inhi betiyo se to gharo ke chirag jalte hain yahin betiya na ho to nasle kaisi badhnge bete kaise paida honge isi liye betiyo ko samman dena seekho bhut se gharo me to betiyo ko maa ke pet me hi maar diya jata hai. Dosto Aisa nahi karna chahiye betiya to rahmat hoti hain beto se badh kar hoti hain betiya. Betiya bojh nahi sir ka taaj hoti hain. Dahej prtha ke naam par bhi abhi bhi betiyo par zulm kiya jata hai. Betiyo ko unke sasural me koi izzat nahi milti. Har saas ko yeh sochna chahiye ki wo bhi ek beti ki maa hai aur yahi soch kar apni bahu ko izzat aur maan samman de.
Dosto agar apko yeh beti par shayari pasand ayi ho to apne whatsapp groups me friends ko zaroor share karen.
beti-par-shayari

 बेटी लड़कों से ज्यादा बहादुर होती हैं,

 जभी तो वो अपने मां बाप को छोर कर एक अंजान इंसान का घर बसाने चली जाती हैं।

betiya ladko se zeyada bahadur hoti hain,

jabhi to wo apne maa bap ko chor kar ek anjan insan ka ghar basane chali jati hain.

☆☆☆☆☆☆☆☆

जिंदगी के हालात जब थका देते हैं, 

तो उसे लम्हे पापा की एक बात हौसला बढ़ा देती है, 

मेरी बेटी बहुत बहादुर है।

zindagi ke halat jab thakaa dete hain,

to usi lamhe papa ki ek bat hausla badha deti hai,

ki meri beti bahut bahadur hai.

☆☆☆☆☆☆☆☆

बेटी पर कविता – shayari on daughter

beti-par-shayari

एक शख्स कहने लगा, 

अच्छा हुआ मेरी बेटी नहीं हैं, 

इतने मसले होते हैं,

 एक आवाज आई हमारा रब बेटी उसी को उसे अता करता है जिस को बेटी पालने की औकात होती है।

ek shakhsh kahne laga ,

acha hua meri beti nahi hain

 unke itne masale hote hain,

ek awaaz aayi hamara rab beti usi ko ata karta hai jiski beti palne ki auqat hoti hai.

–> Facebook VIP Account

☆☆☆☆☆☆☆☆

beti-par-shayari

बेटी पर कुछ सुंदर लाइन in hindi 

बेटी तब बड़ी नहीं हुआ करती जब वो ससुराल चली जाती है, बेटी जब बड़ी होती है जब वो अपने छोटे छोटे दुख अपनी मां से कहना, 

और छोटी छोटी फरमाइश अपने बाबा से करनी बंद कर देती हैं।

betiyan tab badi nahi hua karti jab wo sasural chali jati hai,

betiya jab badi hoti hain jab wo apne chote chote dukh apni maa se kahna ,

aur choti choti farmaishe apne baba se karni band kr deti hain.

☆☆☆☆☆☆☆☆

बेटी पर मोटीवेशनल शायरी

बाप और बेटी दोनो की एक बात बहुत मिलती है,

 बाप को भी अपनी गुड़िया से बहुत प्यार होता है, 

और बेटी को भी अपनी गुड़िया बहुत प्यारी होती है।

baap aur beti dono ki ek bat bahut milti julti hai,

bap ko bhi apni gudiya se bahut pyar hota hai,

aur beti ko bhi apni gudiya bahut pyari hoti hai.

☆☆☆☆☆☆☆

बेटी के जन्म पर शायरी 

ये बेटी की कहानी भी अजीब होती है,

 जहां पैदा होती हैं वहां मेहमान होती हैं, 

और जहान रुखसत हो कर जाती है ,

वहां मिल्कियत समझी जाती है 

आखिरी बेटी का मुकद्दर कहां होता है फिर।

yeh betiyo ki kahani bhi ajeeb hoti hai,

jaha paida hoti hain wahan mehman hoti hain,

aur jahan rukhsat ho kar jati hain 

wahan milkiyat samjhi jati hain

aakhir betiyo ka muqaddar kahan hota hai phir.

☆☆☆☆☆☆☆

beti-par-shayari

बेटी की मुस्कान कविता

बेटी की एक मुस्कान वालदैन की रगों में

 खून का काम करती है।

beti ki ek muskaan waldain ki ragon me

 khoon ka kam karti hai.

☆☆☆☆☆☆☆

–> Nigah Shayari

माँ बेटी पर स्टेटस

बेटी सबके मुकद्दर में कहां होती हैं, 

जो पसंद आए घर मेरे रब को वहा होती है।

betiya sabke muqaddar me kahan hoti hain,

jo pasand aye ghar mere rab ko wahaan hoti hain.

☆☆☆☆☆☆☆☆

beti-par-shayari

beti shayari in hindi 2 line 

बड़ी हो जाती है जब बेटी, 

अपने दुख बताया नहीं करती।

badi ho jati hain jab betiya,

to apne dukh bataya nahi karti.

☆☆☆☆☆☆☆☆

नन्ही परी शायरी 

 बेटियों का ग़म समझना बड़ा मुश्किल है, 

उसी घर में वो पराई हो जाती है, 

जहां वो जनम लेती है।

betiyo ka gham samjhna bada mushkil hai,

usi ghar me wo parai ho jati hai,

jaha wo janam leti hai.

☆☆☆☆☆☆☆

beti-par-shayari , beti-quotes

बेटी और बेटे पर शायरी 

बेटे हमशा बाप को जायदाद का बटवारा करते हैं, 

और पता है बेटी, 

बेटी हमेश बाप का दुख बंट ती है।

bete hamesha baap ko jayedad ka batwara karte hain,

aur pata hai betiya,

betiya hamesha baap ka dukh bant ti hain.

☆☆☆☆☆☆☆

papa beti shayari in hindi

हर लड़की का बाप बादशाह नहीं होता,

 पर हर बेटियां अपने पापा की राजकुमारी जरूर होती है।

har ladki kaa bap badshah nahi hota,

par har ladki apne papa ki shahzadi zaroor hoti hai.

☆☆☆☆☆☆☆

beti shayari status in hindi

beti-par-shayari

लोग सच कहते हैं की बेटी के पास दिमाग नहीं होता है, 

दर असल लोग सच कहते हैं,

 जभी तो वो हर रिश्ता दिल से निभाती हैं, 

बे वजह और बिना मतलब के।

log sach kahte hain ki betiyo ke paas dimag nahi hota hai,

dar asal log sach kahte hain,

jabhi wo har rishta dil se nibhati hain, 

be wajah aur bina matlab ke.

☆☆☆☆☆☆☆

beti-par-shayari

“बेटी”

 रहमत का दरवाजा, 

बख्शीश का ज़रिया, 

जहन्नुम की ढाल।

“beti”

rahmat ka darwaza,

bakhshish ka zariya,

jahannum ki dhaal .

☆☆☆☆☆☆☆

दुनिया में औरत को सबसे ज्यादा इज्जत 

इस्लामिक किताब “कुरान पाक” ने दी है।

duniya me aurat ko sabse zeyada izzat

 islamic kitab “QURAAN PAAK ” ne di hai.

☆☆☆☆☆☆☆

beti-par-shayari

लड़की जब क़बूल है कहती है, 

तब दर असल वो अपना बचपन ,

अपने ख़्वाब ,

और अपने घर को अलविदा कह रही होती है।

ladki jab qabool hai kahti hai, 

tab dar asal wo apna bachpan ,

apne khwab ,

aur apne ghar ko alvida kah rahi hoti hai.

☆☆☆☆☆☆☆

papa beti status in hindi

beti-par-shayari

 

Beti bachao beti padhao ,बेटी बचाओ बेटी पढा़ओ

दहेज क्या होता है उस बाप से पूछो ,

जिस की जमीन भी चली गई और बेटी भी चली गई।

dahej kya hota hai uss bap se poocho 

jiss ki zameen bhi chali gayi aur beti bhi chali gyi.

☆☆☆☆☆☆☆

beti-par-shayari

अपनी बेटी के अच्छे मुक़द्दर से बढ़ कर

 माँ बाप के लिए और कोई बात नहीं होती।

apni betiyo ke acche muqaddar se badh kar

 maa baap ke liye aur koi baat nahi hoti.

☆☆☆☆☆☆☆☆☆

beti-par-shayari

maa beti shayari

नई रहती है कुछ रसमे,

 की जैसी बेटी रुखसत हो, 

वही वो दिन हैं जिसपे मां की भारी रात होती है।

nayi rahti hain kuch rasme,

ki jaise beti rukhsat ho,

wahi wo din hain jispe maa ki bhari raat hoti hain.

☆☆☆☆☆☆☆☆

beti-par-shayari

बेटी पर कुछ सुंदर लाइनों in hindi 

ये जरूरी तो नहीं की चिराग ही सिर्फ रोशनी करते हैं,

 घर बेटियों से भी रोशन होता है।

yeh zaroori to nahi ki chirag hi sirf roshni karte hain,

ghar betiyo se bhi roshan hojata hai.

☆☆☆☆☆☆☆

Leave a Comment

NCVT Mis ITI Result 2022 1st year and 2nd year अन्ना मणि- भारत की मौसम भविष्यवक्ता | Biography Facebook से पैसे कमाने के तरीके मिलिये हर्ष और भारती के बेटे लक्ष्य से | Finally Bharti Reveales Son Golla’s Face Good Morning Shayari In Hindi